QUEEN VICTORIA said:nice poem......
KING OF JB said:
KING OF JB said:bahut khob
Rehan M Din said:
Khooob...
~tasha~ said:
kOoLeSt1 said:
QUEEN VICTORIA said:gud
sara zamany hain is main
present past futur
KING OF JB said:wah wah sagar jani nice one
QUEEN VICTORIA said:nice sagar...............
~tasha~ said:
KING OF JB said:hmmm bohat khoob yara keep it up
KING OF JB said:ek japhi or
KING OF JB said:dukh k baad ager ek chooti see khushi mill jaey saray dukh bhag jatay hain
KING OF JB said:ahoo jado wali
KING OF JB said:hmmm yani k tum bachay nahi hoon
a paa fayr japhi
Aasera said:hmm soch achi hay
but bura mat maniyay ga...mujhe poetry ki kuch khas samajh nahin hay
and main usko apnay lehaz say daikhti hon
to aisay main mujhe isko parh kar jo feel hoa wo batati hon
matlab samajh a gaya ...
but Shoroat bohat aram say hoi... but poem kuch aisi thi kay kuch lambi hoti to ziada achi lagti ( mujhe )
janay kion aisay feel hoa jaisay achanak hi end ho gaya
aap samajh rahay hain na meri baat?
^is kay ilawa ACHI LAGI
QUEEN VICTORIA said:yup it is v nice n COMPLETE
Aasera said:asal main aap ka andaz waisa hay jaisa mujhe PARHNAY MAIN pasand hay..
aap bi khush rahiyay and new new poems post kartay rahiyay..
aap nay Barish...Barsaat...sawan... par kuch likha ho to plz zaror share kijiyay ga
Aasera said:waisay main jab parhti hon kuch to mujhe JO KUCH ZIADA ACHA lagta hay (nazam/ghazal/Sher main say) usko likhna zarori feel hota hay. Aadat hay :D achi ya buri dont know
To mujhe jab jab moka mila main zaroor bataon gi kay mujhe kia kuch acha laga and kia kuch nahin hehe
( but agar aap tankeed par mind kar saktay hain to sirf jo acha lagey ga wo hi bataon gi )
SAGAR KHAN said:
KING OF JB said:eray yara dua main to yaad rekhtay hain na sub ko
ik waada karoo mujhey yaad rakho gey dua mein
KING OF JB said:eray yara dua main to yaad rekhtay hain na sub ko
Rehan M Din said:
KING OF JB said:mention not
Fairl_Girl said:
KING OF JB said:ya takiya kalam hain apka
QUEEN VICTORIA said:v nice sagar
Aasera said:awww
bohatttt pyari dil ko cho janay wali poem hay
spec yah linez ;
per khwaab too khwaab heyn
khwaaboon pey koii zoor naheyn mera
naqsh buntey aa rahey heyn
sadyoon sey tera
ban key bahtey heyn ansou per mujhey
jalla naheyn saktey
dukh merey mujhey harra naheyn saktey
dukh mere mujhe hara nahin saktay
KING OF JB said:sagar paa jee khush raheyey sadda ya app ka takiya kalam to nahi
Darkness said:
SAGAR KHAN said:
Darkness said:welcomm to jb
hope u will enjoy urs stay here
keep posting
khush raheyey sadda
SHUKRIA JI